Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne, Urdu Ghazal By Nabi Bakhsh Nayab

Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nabi Bakhsh Nayab. Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لے گیا دل کون میرا سو بشر کے سامنے

نبی بخش نایاب

لے گیا دل کون میرا سو بشر کے سامنے

کس کی صورت پھرتی ہے یا رب نظر کے سامنے

امتحان حسن آئینے میں لیتے ہیں مدام

رکھ کے وہ تصویر یوسف کو نظر کے سامنے

دور آبادی سے رکھنا اپنے دیوانے کو یار

گھر نہ آ جائے کسی کا چشم تر کے سامنے

خط کہاں وہ انتظار خط کی بھی لذت گئی

حیف کیوں رویا میں اس کے نامہ بر کے سامنے

یار سے نایابؔ اب منہ پھیرنا اچھا نہیں

طوطیٔ دل باندھ شہباز نظر کے سامنے

نبی بخش نایاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne

Nabi Bakhsh Nayab

le gaya dil kaun mera sau bashar ke samne
kis ki surat phirti hai ya-rab nazar ke samne

imtihan-e-husn aaine mein lete hain mudam
rakh ke wo taswir-e-yusuf ko nazar ke samne

dur aabaadi se rakhna apne diwane ko yar
ghar na aa jae kisi ka chashm-e-tar ke samne

KHat kahan wo intizar-e-KHat ki bhi lazzat gai
haif kyon roya main us ke nama-bar ke samne

yar se 'nayab' ab munh pherna achchha nahin
tuti-e-dil bandh shahbaz-e-nazar ke samne

(415) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne written by Nabi Bakhsh Nayab at UrduPoint. Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne is one of the masterpieces written by Nabi Bakhsh Nayab. You can also find the complete poetry collection of Nabi Bakhsh Nayab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nabi Bakhsh Nayab' above.

Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Le Gaya Dil Kaun Mera Sau Bashar Ke Samne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.