Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai, Urdu Ghazal By Nadeem Ahmad

Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Ahmad. Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری نظر کو در و بام پر لگایا ہوا ہے

ندیم احمد

مری نظر کو در و بام پر لگایا ہوا ہے

چلو کسی نے مجھے کام پر لگایا ہوا ہے

وہ اور ہوں گے جو صحرا میں پا بہ جولاں ہیں

مجھے تو شہر نے احکام پر لگایا ہوا ہے

اگر وہ آیا تو اس بار صبح مانوں گا

بہت دنوں سے مجھے شام پر لگایا ہوا ہے

کبھی تو لگتا ہے یہ عذر لنگ ہے ورنہ

مجھے تو کفر نے اسلام پر لگایا ہوا ہے

وہ اور لوگ ہیں جو اس کے پاس بیٹھے ہیں

ہمیں تو اس نے کسی کام پر لگایا ہوا ہے

ندیم احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai

Nadeem Ahmad

meri nazar ko dar-o-baam par lagaya hua hai
chalo kisi ne mujhe kaam par lagaya hua hai

wo aur honge jo sahra mein pa-ba-jaulan hain
mujhe to shahr ne ahkaam par lagaya hua hai

agar wo aaya to is bar subh manunga
bahut dinon se mujhe sham par lagaya hua hai

kabhi to lagta hai ye uzr-e-lang hai warna
mujhe to kufr ne islam par lagaya hua hai

wo aur log hain jo us ke pas baiThe hain
hamein to us ne kisi kaam par lagaya hua hai

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai written by Nadeem Ahmad at UrduPoint. Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai is one of the masterpieces written by Nadeem Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Ahmad' above.

Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Nazar Ko Dar-o-baam Par Lagaya Hua Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.