Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain, Urdu Ghazal By Nadeem Mahir

Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Mahir. Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سورج اور مہتاب بکھرتے جاتے ہیں

ندیم ماہر

سورج اور مہتاب بکھرتے جاتے ہیں

جینے کے اسباب بکھرتے جاتے ہیں

اطلس اور کم خواب بکھرتے جاتے ہیں

گویا کہ احباب بکھرتے جاتے ہیں

قطرہ قطرہ نیند پگھلتی رہتی ہے

ریزہ ریزہ خواب بکھرتے جاتے ہیں

دلدل اتنی پھیل گئی ہے رستے میں

اب تو سب اعصاب بکھرتے جاتے ہیں

اک انبار آب و گل ہے یہ پیکر

ہالے اور گرداب بکھرتے جاتے ہیں

ندیم ماہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain

Nadeem Mahir

suraj aur mahtab bikharte jate hain
jine ke asbab bikharte jate hain

atlas aur kam-KHwab bikharte jate hain
goya ki ahbab bikharte jate hain

qatra qatra nind pighalti rahti hai
reza reza KHwab bikharte jate hain

daldal itni phail gai hai raste mein
ab to sab aasab bikharte jate hain

ek ambar-e-ab-o-gil hai ye paikar
haale aur gardab bikharte jate hain

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain written by Nadeem Mahir at UrduPoint. Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain is one of the masterpieces written by Nadeem Mahir. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Mahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Mahir' above.

Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Suraj Aur Mahtab Bikharte Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.