Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya, Urdu Ghazal By Nadim Balkhi

Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadim Balkhi. Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے جو دور سے لگتا تھا آب کا دریا

نادم بلخی

مجھے جو دور سے لگتا تھا آب کا دریا

گیا قریب تو پایا سراب کا دریا

کبھی ثواب کے ساحل سے لگ نہیں سکتی

وہ ناؤ جس کے لئے ہے عذاب کا دریا

بظاہر آب رواں کا جو اک خزانہ ہے

حقیقتاً ہے وہ دریا حباب کا دریا

مطالعہ کی جو وادی سے ہو کے بہتا ہے

وہ ہے مری نگہ انتخاب کا دریا

پرند فکر کی پرواز جب ہوئی ہے بلند

فلک سے عرش پہ اترا سحاب کا دریا

حقیقتوں کے جو ساحل کو چھوڑ کر بھٹکے

ملا ہے ان کو تصور میں خواب کا دریا

سراب دشت میں پیاسوں کے واسطے نادمؔ

بہا دیا ہے سخاوت کے آب کا دریا

نادم بلخی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya

Nadim Balkhi

mujhe jo dur se lagta tha aab ka dariya
gaya qarib to paya sarab ka dariya

kabhi sawab ke sahil se lag nahin sakti
wo naw jis ke liye hai azab ka dariya

ba-zahir aab-e-rawan ka jo ek KHazana hai
haqiqatan hai wo dariya habab ka dariya

mutala ki jo wadi se ho ke bahta hai
wo hai meri nigah-e-intiKHab ka dariya

parind-e-fikr ki parwaz jab hui hai buland
falak se arsh pe utra sahab ka dariya

haqiqaton ke jo sahil ko chhoD kar bhaTke
mila hai un ko tasawwur mein KHwab ka dariya

sarab-e-dasht mein pyason ke waste 'nadim'
baha diya hai saKHawat ke aab ka dariya

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya written by Nadim Balkhi at UrduPoint. Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya is one of the masterpieces written by Nadim Balkhi. You can also find the complete poetry collection of Nadim Balkhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadim Balkhi' above.

Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Jo Dur Se Lagta Tha Aab Ka Dariya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.