Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai, Urdu Ghazal By Nadir Kakorvi

Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadir Kakorvi. Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکایت کر کے غصہ اور ان کا تیز کرنا ہے

نادر کاکوری

شکایت کر کے غصہ اور ان کا تیز کرنا ہے

ابھی تو گفتگوئے مصلحت آمیز کرنا ہے

یہ دنیا جائے آسائش نہیں ہے آزمائش ہے

یہاں جو سختیاں تجھ پر پڑیں انگیز کرنا ہے

غزل خوانی کو تو اس بزم میں آیا نہیں نادرؔ

تجھے یاں وعظ کہنا پند سود آمیز کرنا ہے

نادر کاکوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai

Nadir Kakorvi

shikayat kar ke ghussa aur un ka tez karna hai
abhi to guftugu-e-maslahat-amez karna hai

ye duniya ja-e-asaish nahin hai aazmaish hai
yahan jo saKHtiyan tujh par paDin angez karna hai

ghazal-KHwani ko tu is bazm mein aaya nahin 'nadir'
tujhe yan waz kahna pand-e-sud-amez karna hai

(577) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai written by Nadir Kakorvi at UrduPoint. Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai is one of the masterpieces written by Nadir Kakorvi. You can also find the complete poetry collection of Nadir Kakorvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadir Kakorvi' above.

Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shikayat Kar Ke Ghussa Aur Un Ka Tez Karna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.