Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai, Urdu Ghazal By Naeem Akhtar Khadimi

Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Akhtar Khadimi. Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جتنی خود نمائی کر رہا ہے

نعیم اختر خادمی

وہ جتنی خود نمائی کر رہا ہے

خود اپنی جگ ہنسائی کر رہا ہے

ذرا سا جوش کیا دریا میں آیا

سمندر کی برائی کر رہا ہے

ذرا ہم نے زباں کیا بند کر لی

زمانہ لب کشائی کر رہا ہے

نعیم اختر خادمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai

Naeem Akhtar Khadimi

wo jitni KHud-numai kar raha hai
KHud apni jag-hansai kar raha hai

zara sa josh kya dariya mein aaya
samundar ki burai kar raha hai

zara hum ne zaban kya band kar li
zamana lab-kushai kar raha hai

(840) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai written by Naeem Akhtar Khadimi at UrduPoint. Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai is one of the masterpieces written by Naeem Akhtar Khadimi. You can also find the complete poetry collection of Naeem Akhtar Khadimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Akhtar Khadimi' above.

Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jitni KHud-numai Kar Raha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.