Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga, Urdu Ghazal By Naeem Sarmad

Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Sarmad. Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب کے موسم میں ترا شہر وہ کیسا ہوگا

نعیم سرمد

اب کے موسم میں ترا شہر وہ کیسا ہوگا

میری مرضی کے بنا چاند نکلتا ہوگا

کیسے کہہ دوں کہ مجھے کس نے ہیں برباد کیا

اپنا آیا ہو مری بات سے رخصت ہوگا

یہ کوئی بات ہے جو تجھ کو بتائی جائے

شام کے وقت اداسی کا سبب کیا ہوگا

اب کی سردی میں کہاں ہے وہ الاؤ سینہ

اب کی سردی میں مجھے خود کو جلانا ہوگا

تجھ سے ملنے کی کئی دن سے تمنا ہے مجھے

تو کبھی جسم سے باہر تو نکلتا ہوگا

نعیم سرمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga

Naeem Sarmad

ab ke mausam mein tera shahr wo kaisa hoga
meri marzi ke bina chand nikalta hoga

kaise kah dun ki mujhe kis ne hain barbaad kiya
apna aaya ho meri baat se ruKHsat hoga

ye koi baat hai jo tujh ko batai jae
sham ke waqt udasi ka sabab kya hoga

ab ki sardi mein kahan hai wo alaw sina
ab ki sardi mein mujhe KHud ko jalana hoga

tujh se milne ki kai din se tamanna hai mujhe
tu kabhi jism se bahar to nikalta hoga

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga written by Naeem Sarmad at UrduPoint. Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga is one of the masterpieces written by Naeem Sarmad. You can also find the complete poetry collection of Naeem Sarmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Sarmad' above.

Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ke Mausam Mein Tera Shahr Wo Kaisa Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.