Barish Aur Baadal, Urdu Nazam By Nahid Akhtar Balooch

Barish Aur Baadal is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Nahid Akhtar Balooch. Barish Aur Baadal comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Barish Aur Baadal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بارش اور بادل

ناہید اختر بلوچ

کل شام مجھے بارش ملی

باغ میں روتی ہوئی

اس کی سسکیاں درختوں کی

شاخوں پر اٹکی تھیں

وہ بادل کا گھر چھوڑ آئی تھی

میں نے اسے تأسف سے دیکھا

رات کو میرے کمرے کی کھڑکی پر

بکھرے بالوں والے

پریشان بادل نے دستک دی

وہ چاندنی کا ایک ٹکڑا

ہاتھ میں لے کر

بارش کو ڈھونڈ رہا تھا

میں نے کھڑکی پہ بہتے

بارش کے آنسوؤں کی سمت اشارہ کیا

محبت کے آسمان پر بچھڑنے والوں کو

زمین بھی پناہ نہیں دیتی

اس لیے ہاتھ چھڑانے سے پہلے

یہ بات دھیان میں رکھنا

محبت میں جدائی دائمی ہوتی ہے

ناہید اختر بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barish Aur Baadal

Nahid Akhtar Balooch

kal sham mujhe barish mili
bagh mein roti hui
us ki siskiyan daraKHton ki
shaKHon par aTki thin
wo baadal ka ghar chhoD aai thi
main ne use tassuf se dekha
raat ko mere kamre ki khiDki par
bikhre baalon wale
pareshan baadal ne dastak di
wo chandni ka ek TukDa
hath mein le kar
barish ko DhunD raha tha
main ne khiDki pe bahte
barish ke aansuon ki samt ishaara kiya
mohabbat ke aasman par bichhaDne walon ko
zamin bhi panah nahin deti
is liye hath chhuDane se pahle
ye baat dhyan mein rakhna
mohabbat mein judai daimi hoti hai

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barish Aur Baadal written by Nahid Akhtar Balooch at UrduPoint. Barish Aur Baadal is one of the masterpieces written by Nahid Akhtar Balooch. You can also find the complete poetry collection of Nahid Akhtar Balooch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nahid Akhtar Balooch' above.

Barish Aur Baadal is a widely read Urdu Nazam. If you like Barish Aur Baadal, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.