Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota, Urdu Ghazal By Naim Hamid Ali

Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naim Hamid Ali. Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر شانے پہ دن کے رات کا پرچم نہیں ہوتا

نعیم حامد علی

اگر شانے پہ دن کے رات کا پرچم نہیں ہوتا

یہ عالم کچھ بھی ہوتا خوش نما عالم نہیں ہوتا

کسی صورت ٹپکتا زخم دل کا کم نہیں ہوتا

یہ زخم دل ہے یہ منت کش مرہم نہیں ہوتا

مسرت سے مسرت اور غم سے غم نہیں ہوتا

عجب ہوتا ہے عالم جب کوئی عالم نہیں ہوتا

بھروسہ ناخدا پہ کرنے والا ڈوب جاتا ہے

پکارے جو خدا کو غرق موج یم نہیں ہوتا

شہادت پائی ہے دل نے فدائے گل رخاں ہو کر

شہیدوں کا ہمارے دین میں ماتم نہیں ہوتا

زہے قسمت کہ آغوش حرم ہے اور ہم ورنہ

گناہوں کا صلہ تو ساغر زمزم نہیں ہوتا

نعیمؔ اپنا لیا ہے ہم نے غم سارے زمانے کا

کہ جب حد سے گزر جاتا ہے غم پھر غم نہیں ہوتا

نعیم حامد علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota

Naim Hamid Ali

agar shane pe din ke raat ka parcham nahin hota
ye aalam kuchh bhi hota KHushnuma aalam nahin hota

kisi surat Tapakta zaKHm dil ka kam nahin hota
ye zaKHm-e-dil hai ye minnat-kash-e-marham nahin hota

masarrat se masarrat aur gham se gham nahin hota
ajab hota hai aalam jab koi aalam nahin hota

bharosa naKHuda pe karne wala Dub jata hai
pukare jo KHuda ko gharq-e-mauj-e-yam nahin hota

shahadat pai hai dil ne fida-e-gul-ruKHan ho kar
shahidon ka hamare din mein matam nahin hota

zahe-qismat ki aaghosh-e-haram hai aur hum warna
gunahon ka sila to saghar-e-zamzam nahin hota

'naim' apna liya hai hum ne gham sare zamane ka
ki jab had se guzar jata hai gham phir gham nahin hota

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota written by Naim Hamid Ali at UrduPoint. Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota is one of the masterpieces written by Naim Hamid Ali. You can also find the complete poetry collection of Naim Hamid Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naim Hamid Ali' above.

Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Shane Pe Din Ke Raat Ka Parcham Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.