Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab, Urdu Ghazal By Najm Usmani

Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Najm Usmani. Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو رہی ہے رات دن ہر سمت سے یلغار اب

نجم عثمانی

ہو رہی ہے رات دن ہر سمت سے یلغار اب

لڑ رہا ہے بس اکیلا ہی سپہ سالار اب

مجھ کو جس کی جستجو تھی میرا دشمن مل گیا

میں ہوں اپنے آپ ہی سے برسر پیکار اب

ایک مرکز پر سمٹ کر رہ گئی ہے زندگی

جذب ہے دیوار ہی میں سایۂ دیوار اب

آپ دروازوں پہ دستک دے رہے ہیں کس لیے

جائیے اس شہر میں کوئی نہیں بیدار اب

بچ کے طوفاں سے نکلنے کی کوئی صورت نہیں

ڈوبتی کشتی کا کر لیں آخری دیدار اب

نجم عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab

Najm Usmani

ho rahi hai raat-din har samt se yalghaar ab
laD raha hai bas akela hi sipah-salar ab

mujh ko jis ki justuju thi mera dushman mil gaya
main hun apne aap hi se barsar-e-paikar ab

ek markaz par simaT kar rah gai hai zindagi
jazb hai diwar hi mein saya-e-diwar ab

aap darwazon pe dastak de rahe hain kis liye
jaiye is shahr mein koi nahin bedar ab

bach ke tufan se nikalne ki koi surat nahin
Dubti kashti ka kar len aaKHiri didar ab

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab written by Najm Usmani at UrduPoint. Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab is one of the masterpieces written by Najm Usmani. You can also find the complete poetry collection of Najm Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Najm Usmani' above.

Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Rahi Hai Raat-din Har Samt Se Yalghaar Ab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.