Baisakh Mein Barish, Urdu Nazam By Najma Saqib

Baisakh Mein Barish is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Najma Saqib. Baisakh Mein Barish comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Baisakh Mein Barish on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیساکھ میں بارش

نجمہ ثاقب

سوکھی دیوار پہ مینہ آ کے مسلسل برسا

چھت کے پہلو میں ٹکا

دھات کا پرنالہ بہا

شہر کو جاتی سیاہ کار سڑک بھیگ گئی

دیکھ کے بدلیاں رمضان مسلسل بھاگا

کھینچ کے لائی ہوا مینہ کا آبی دھاگا

کھیت کے بیچ میں بادل کا گریبان کھلا

اور دھرتی کے کھلے منہ میں آکاش گھلا

بھوسہ کھلیان کے پالان پہ جا اوندھا گرا

رات کے پچھلے پہر گاہی کنک

بھیگ گئی

نجمہ ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baisakh Mein Barish

Najma Saqib

sukhi diwar pe meinh aa ke musalsal barsa
chhat ke pahlu mein Tika
dhat ka parnala baha
shahar ko jati siyahkar saDak bhig gai
dekh ke badliyan ramzan musalsal bhaga
khinch ke lai hawa meinh ka aabi dhaga
khet ke beach mein baadal ka gareban khula
aur dharti ke khule munh mein aakash ghula
bhusa khaliyan ke palan pe ja aundha gira
raat ke pichhle pahar gahi kanak
bhig gai

(404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baisakh Mein Barish written by Najma Saqib at UrduPoint. Baisakh Mein Barish is one of the masterpieces written by Najma Saqib. You can also find the complete poetry collection of Najma Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Najma Saqib' above.

Baisakh Mein Barish is a widely read Urdu Nazam. If you like Baisakh Mein Barish, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.