Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi, Urdu Ghazal By Nami Ansari

Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nami Ansari. Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر ملی تھی کسی بے خبر سے پہلے بھی

نامی انصاری

نظر ملی تھی کسی بے خبر سے پہلے بھی

صدائے تشنہ اٹھی تھی جگر سے پہلے بھی

یہ سحر کم ہے کہ شاداب ہو گیا صحرا

بہے تھے اشک بہت چشم تر سے پہلے بھی

نیا نہیں ہے تقاضائے شیشہ و تیشہ

گزر چکا ہوں میں اس درد سر سے پہلے بھی

میں خاک چھاننے والا سواد صحرا کا

پڑے تھے پاؤں میں چھالے سفر سے پہلے بھی

حصار لفظ و بیاں میں نہ رہ سکا نامیؔ

کہ آشنا تھا مقام ہنر سے پہلے بھی

نامی انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi

Nami Ansari

nazar mili thi kisi be-KHabar se pahle bhi
sada-e-tishna uThi thi jigar se pahle bhi

ye sehr kam hai ki shadab ho gaya sahra
bahe the ashk bahut chashm-e-tar se pahle bhi

naya nahin hai taqaza-e-shisha-o-tesha
guzar chuka hun main is dard-e-sar se pahle bhi

main KHak chhanne wala sawad-e-sahra ka
paDe the panw mein chhaale safar se pahle bhi

hisar-e-lafz-o-bayan mein na rah saka 'nami'
ki aashna tha maqam-e-hunar se pahle bhi

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi written by Nami Ansari at UrduPoint. Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi is one of the masterpieces written by Nami Ansari. You can also find the complete poetry collection of Nami Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nami Ansari' above.

Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Mili Thi Kisi Be-KHabar Se Pahle Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.