Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin, Urdu Ghazal By Nanak Singh Nashtar

Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nanak Singh Nashtar. Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آگہی ہوتی ہے پہلے بے خودی ہوتی نہیں

نانک سنگھ نشتر

آگہی ہوتی ہے پہلے بے خودی ہوتی نہیں

دوستی جب تک نہ ہوگی دشمنی ہوتی نہیں

سیر گلشن کیجئے اشکوں کی چادر اوڑھ کر

مسکرانے سے چمن میں تازگی ہوتی نہیں

اور بڑھ جاتی ہے اپنا تجربہ تو ہے یہی

دور رہنے سے محبت میں کمی ہوتی نہیں

ہم نہیں یہ ساری دنیا کہہ رہی ہے دوستو

جب تلک زخمی نہ دل ہو بے خودی ہوتی نہیں

نانک سنگھ نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin

Nanak Singh Nashtar

aagahi hoti hai pahle be-KHudi hoti nahin
dosti jab tak na hogi dushmani hoti nahin

sair-e-gulshan kijiye ashkon ki chadar oDh kar
muskurane se chaman mein tazgi hoti nahin

aur baDh jati hai apna tajraba to hai yahi
dur rahne se mohabbat mein kami hoti nahin

hum nahin ye sari duniya kah rahi hai dosto
jab talak zaKHmi na dil ho be-KHudi hoti nahin

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin written by Nanak Singh Nashtar at UrduPoint. Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin is one of the masterpieces written by Nanak Singh Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Nanak Singh Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nanak Singh Nashtar' above.

Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aagahi Hoti Hai Pahle Be-KHudi Hoti Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.