Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon, Urdu Ghazal By Narendra Mohan Meharban

Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Narendra Mohan Meharban. Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت سے اب ڈر کے گھبراتا ہے کیوں

نریندر موہن مہرباں

موت سے اب ڈر کے گھبراتا ہے کیوں

وقت سے پہلے مرا جاتا ہے کیوں

دوستی کی ہے اگر خواہش تجھے

دشمنی کی آگ بھڑکاتا ہے کیوں

مانگنا ہے جو بھی وہ مالک سے مانگ

سب کے آگے ہاتھ پھیلاتا ہے کیوں

لاج رکھے گا تری مالک ترا

اٹھ کے چل ہمت سے گھبراتا ہے کیوں

جب نہیں آتا تجھے کوئی ہنر

یوں ہی دنیا بھر کو بہکاتا ہے کیوں

جو نہیں تجھ کو بلاتا شوق سے

اس کے گھر اے مہرباںؔ جاتا ہے کیوں

نریندر موہن مہرباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon

Narendra Mohan Meharban

maut se ab Dar ke ghabraata hai kyon
waqt se pahle mara jata hai kyon

dosti ki hai agar KHwahish tujhe
dushmani ki aag bhaDkata hai kyon

mangna hai jo bhi wo malik se mang
sab ke aage hath phailata hai kyon

laj rakkhega teri malik tera
uTh ke chal himmat se ghabraata hai kyon

jab nahin aata tujhe koi hunar
yunhi duniya bhar ko bahkata hai kyon

jo nahin tujh ko bulata shauq se
us ke ghar ai 'mehrban' jata hai kyon

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon written by Narendra Mohan Meharban at UrduPoint. Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon is one of the masterpieces written by Narendra Mohan Meharban. You can also find the complete poetry collection of Narendra Mohan Meharban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Narendra Mohan Meharban' above.

Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Se Ab Dar Ke Ghabraata Hai Kyon, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.