Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum, Urdu Ghazal By Naresh Nadeem

Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naresh Nadeem. Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر کے برباد سہی روح کے آباد ہیں ہم

نریش ندیم

گھر کے برباد سہی روح کے آباد ہیں ہم

یہ خبر کس نے اڑائی ہے کہ ناشاد ہیں ہم

اپنے مٹنے کا کوئی غم نہ کرو ہم نفساں

اک نہ اک شکل میں دنیا کو ابھی یاد ہیں ہم

اپنے افسانوں کے عنوان جداگانہ ہیں

اک نئے دور کے منصور ہیں فرہاد ہیں ہم

پیش بیداد و ستم سر نہ ہوئے خم اپنے

گو کہ اوروں کی طرح کشتۂ بیداد ہیں ہم

ہم نے تصویر جو فردا کی بنانا چاہی

لوگ کہتے ہیں فقط حال کے نقاد ہیں ہم

نریش ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum

Naresh Nadeem

ghar ke barbaad sahi ruh ke aabaad hain hum
ye KHabar kis ne uDai hai ki nashad hain hum

apne miTne ka koi gham na karo ham-nafasan
ek na ek shakl mein duniya ko abhi yaad hain hum

apne afsanon ke unwan judagana hain
ek nae daur ke mansur hain farhad hain hum

pesh-e-bedad-o-sitam sar na hue KHam apne
go ki auron ki tarah kushta-e-bedad hain hum

hum ne taswir jo farda ki banana chahi
log kahte hain faqat haal ke naqqad hain hum

(366) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum written by Naresh Nadeem at UrduPoint. Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum is one of the masterpieces written by Naresh Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Naresh Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naresh Nadeem' above.

Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Ke Barbaad Sahi Ruh Ke Aabaad Hain Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.