Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai, Urdu Ghazal By Naseem Ahmad Naseem

Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ahmad Naseem. Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ جانے کون سا رشتہ ہے مجھ سے ناتا ہے

نسیم احمد نسیم

نہ جانے کون سا رشتہ ہے مجھ سے ناتا ہے

مری غزل کو وہ تنہائیوں میں گاتا ہے

دریچے میں نے مقفل تو کر لئے لیکن

وہ خوشبوؤں کی طرح گھر میں آتا جاتا ہے

میں اس کے واسطے مشکل سا اک سبق ٹھہرا

وہ مجھ کو یاد تو کرتا ہے بھول جاتا ہے

وہ ایک لمس کہ اب تک نہ بھول پایا میں

نہ جانے کیسے کسی کو کوئی بھلاتا ہے

نسیمؔ جس سے تعلق تھا چند لمحوں کا

وہ بن کے یاد گزشتہ مجھے ستاتا ہے

نسیم احمد نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai

Naseem Ahmad Naseem

na jaane kaun sa rishta hai mujh se nata hai
meri ghazal ko wo tanhaiyon mein gata hai

dariche main ne muqaffal to kar liye lekin
wo KHushbuon ki tarah ghar mein aata jata hai

main us ke waste mushkil sa ek sabaq Thahra
wo mujh ko yaad to karta hai bhul jata hai

wo ek lams ki ab tak na bhul paya main
na jaane kaise kisi ko koi bhulata hai

'nasim' jis se talluq tha chand lamhon ka
wo ban ke yaad-e-guzishta mujhe satata hai

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai written by Naseem Ahmad Naseem at UrduPoint. Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai is one of the masterpieces written by Naseem Ahmad Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ahmad Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ahmad Naseem' above.

Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Jaane Kaun Sa Rishta Hai Mujhse Nata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.