Dil Badalte Nahin Lainon Ke, Urdu Ghazal By Naseem Akhtar Naseem

Dil Badalte Nahin Lainon Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Akhtar Naseem. Dil Badalte Nahin Lainon Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Badalte Nahin Lainon Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل بدلتے نہیں لعینوں کے

نسیم اختر نسیم

دل بدلتے نہیں لعینوں کے

قصے سب ایک ہیں زمینوں کے

موج دریا پکارتی بھی کسے

گم ہیں نام و نشاں سفینوں کے

ہم ہی تھے یادگار شرفا کے

بن گئے ہم ہدف کمینوں کے

سرسراتے ہیں ذہن میں اب کے

کیا ہوئے خوف آستینوں کے

اب کھنڈر بولنے لگے ہیں نسیمؔ

کوئی وارث نہیں مکینوں کے

نسیم اختر نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Badalte Nahin Lainon Ke

Naseem Akhtar Naseem

dil badalte nahin lainon ke
qisse sab ek hain zaminon ke

mauj-e-dariya pukarti bhi kise
gum hain nam-o-nishan safinon ke

hum hi the yaadgar shorafa ke
ban gae hum hadaf kaminon ke

sarsaraate hain zehn mein ab ke
kya hue KHauf aastinon ke

ab khanDar bolne lage hain 'nasim'
koi waris nahin makinon ke

(408) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Badalte Nahin Lainon Ke written by Naseem Akhtar Naseem at UrduPoint. Dil Badalte Nahin Lainon Ke is one of the masterpieces written by Naseem Akhtar Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Akhtar Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Akhtar Naseem' above.

Dil Badalte Nahin Lainon Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Badalte Nahin Lainon Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.