Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha, Urdu Ghazal By Naseem Ansari

Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ansari. Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے کہنے سے تو دل ان پر مرا آیا نہ تھا

نسیم انصاری

میرے کہنے سے تو دل ان پر مرا آیا نہ تھا

آئینے کو میں نے خود پتھر سے ٹکرایا نہ تھا

جو ہوا جو کچھ ہوا میری خطا میرا قصور

توڑ کر عہد وفا کیا وہ بھی پچھتایا نہ تھا

میں نے دیکھی ہے امیر شہر کی وہ مفلسی

دولت دنیا تھی لیکن غم کا سرمایہ نہ تھا

ہم نے سوچا اب فراز دار سے دیکھیں اسے

زندگانی کا کوئی منظر ہمیں بھایا نہ تھا

تجھ کو ہی مقصود تھی اپنے لئے کچھ بندگی

ورنہ آدم نے تری جنت کو ٹھکرایا نہ تھا

نسیم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha

Naseem Ansari

mere kahne se to dil un par mera aaya na tha
aaine ko main ne KHud patthar se Takraya na tha

jo hua jo kuchh hua meri KHata mera qusur
toD kar ahd-e-wafa kya wo bhi pachhtaya na tha

main ne dekhi hai amir-e-shahr ki wo muflisi
daulat-e-duniya thi lekin gham ka sarmaya na tha

hum ne socha ab faraaz-e-dar se dekhen use
zindagani ka koi manzar hamein bhaya na tha

tujh ko hi maqsud thi apne liye kuchh bandagi
warna aadam ne teri jannat ko Thukraya na tha

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha written by Naseem Ansari at UrduPoint. Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha is one of the masterpieces written by Naseem Ansari. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ansari' above.

Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Kahne Se To Dil Un Par Mera Aaya Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.