Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai, Urdu Ghazal By Naseem Dehlvi

Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Dehlvi. Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب تیر نگہ میں کچھ اثر ہے

نسیم دہلوی

عجب تیر نگہ میں کچھ اثر ہے

نہ بر میں دل نہ سینے میں جگر ہے

مآل عاشقی کیا پوچھتے ہو

جگر کے پار ہر تیر نظر ہے

وہ جیسی صبح ویسی ہی شب ہجر

غضب کی رات آفت کی سحر ہے

قفس چھوڑا عجب صورت سے ہم نے

نہ بازو ہے نہ گردن ہے نہ سر ہے

تمہیں کیا ہم پہ جو گزری سو گزری

حساب اے جاں ہمارا حشر پر ہے

لگی لو شمع ساں اک شعلہ رو کی

بلا سے سر کٹے اب کس کو ڈر ہے

غرض مطلق نہیں مجھ کو کسی سے

نسیمؔ اپنی خدا ہی پر نظر ہے

نسیم دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai

Naseem Dehlvi

ajab tir-e-nigah mein kuchh asar hai
na bar mein dil na sine mein jigar hai

maal-e-ashiqi kya puchhte ho
jigar ke par har tir-e-nazar hai

wo jaisi subh waisi hi shab-e-hijr
ghazab ki raat aafat ki sahar hai

qafas chhoDa ajab surat se hum ne
na bazu hai na gardan hai na sar hai

tumhein kya hum pe jo guzri so guzri
hisab ai jaan hamara hashr par hai

lagi lau shama-san ek shoala-ru ki
bala se sar kaTe ab kis ko Dar hai

gharaz mutlaq nahin mujh ko kisi se
'nasim' apni KHuda hi par nazar hai

(348) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai written by Naseem Dehlvi at UrduPoint. Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai is one of the masterpieces written by Naseem Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Dehlvi' above.

Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Tir-e-nigah Mein Kuchh Asar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.