Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai, Urdu Ghazal By Naseem Dehlvi

Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Dehlvi. Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر ہے دشوار خواب کب تک بہت پڑی منزل عدم ہے

نسیم دہلوی

سفر ہے دشوار خواب کب تک بہت پڑی منزل عدم ہے

نسیمؔ جاگو کمر کو باندھو اٹھاؤ بستر کہ رات کم ہے

نسیمؔ غفلت کی چل رہی ہے امنڈ رہی ہیں قضا کی نیندیں

کچھ ایسا سوئے ہیں سونے والے کہ جاگنا حشر تک قسم ہے

جوانی و حسن و جاہ و دولت یہ چند انفاس کے ہیں جھگڑے

اجل ہے استادہ دست بستہ نوید رخصت ہر ایک دم ہے

بسان‌ دست سوال سائل تہی ہوں ہر ایک مدعا سے

نیاز ہے بے نیازیوں سے بغل میں دل صورت صنم ہے

مآل کار جہان فانی کبھی نہیں ایک قاعدے پر

جو چار دن ہے وفور راحت تو بعد اس کے غم و الم ہے

دریغ کرنا نہ زور بازو مٹا لے ساری کدورتوں کو

ہوس نہ رہ جائے کوئی قاتل کہ سر تہ خنجر دودم ہے

زبان روکو بہک رہے ہو سرور دوشینہ جوش پر ہے

مے وصال شب تمنا ہر ایک لب سے ابھی بہم ہے

یہ مصرع مخبر مصیبت کمال ہم کو پسند آیا

نسیمؔ جاگو کمر کو باندھو اٹھاؤ بستر کہ رات کم ہے

نسیم دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai

Naseem Dehlvi

safar hai dushwar KHwab kab tak bahut paDi manzil-e-adam hai
'nasim' jago kamar ko bandho uThao bistar ki raat kam hai

'nasim' ghaflat ki chal rahi hai umanD rahi hain qaza ki ninden
kuchh aisa soe hain sone wale ki jagna hashr tak qasam hai

jawani-o-husn-o-jah-o-daulat ye chand anfas ke hain jhagDe
ajal hai istada dast-basta nawed-e-ruKHsat har ek dam hai

basan-e-dast-e-sawal sail tahi hon har ek muddaa se
niyaz hai be-niyaziyon se baghal mein dil surat-e-sanam hai

maal-e-kar-e-jahan-e-fani kabhi nahin ek qaede par
jo chaar din hai wufur-e-rahat to baad is ke gham-o-alam hai

daregh karna na zor-e-bazu miTa le sari kuduraton ko
hawas na rah jae koi qatil ki sar tah-e-KHanjar-e-do-dam hai

zaban roko bahak rahe ho surur-e-do-shina josh par hai
mai-e-visal-e-shab-e-tamanna har ek lab se abhi baham hai

ye misra-e-muKHbir-e-musibat kamal hum ko pasand aaya
'nasim' jago kamar ko bandho uThao bistar ki raat kam hai

(683) ووٹ وصول ہوئے

You can read Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai written by Naseem Dehlvi at UrduPoint. Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai is one of the masterpieces written by Naseem Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Dehlvi' above.

Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Hai Dushwar KHwab Kab Tak Bahut PaDi Manzil-e-adam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.