Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye, Urdu Ghazal By Naseem Fatima Nazar Lakhnavi

Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Fatima Nazar Lakhnavi. Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ بیتی ہو وہ یا کوئی کہانی کہئے

نسیم فاطمہ نظر لکھنوی

آپ بیتی ہو وہ یا کوئی کہانی کہئے

بات جو کہئے وہ اردو کی زبانی کہئے

کوئی دل دار تو ملتا ہی نہیں ہے کس سے

درد دل درد جگر سوز نہانی کہئے

آدمی آدمی کے خون کا پیاسا ہے یہاں

آج کل خون کو بہتا ہوا پانی کہئے

دیش کی ساری زبانوں کی زباں ہے اردو

اس کو یکجہتیٔ قومی کی نشانی کہئے

گرم بازار ہے اب نفرت و بے زاری کا

جنس تہذیب و شرافت کی گرانی کہئے

زلف و رخسار و خط و خال و لب جاناں کی

بات کہئے تو غزل ہی کی زبانی کہئے

وقت کہتا ہے کہ نفرت کے پرستاروں سے

الفت و مہر و محبت کی کہانی کہئے

چاند سے بڑھ کے وطن کی یہ زمیں ہے اس کو

خوش نما کہئے حسیں کہئے سہانی کہئے

شعر بن کر جو نکلتے ہیں مرے دل سے نظرؔ

اپنے جذبات غزل ہی کی زبانی کہئے

نسیم فاطمہ نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye

Naseem Fatima Nazar Lakhnavi

aap-biti ho wo ya koi kahani kahiye
baat jo kahiye wo urdu ki zabani kahiye

koi dildar to milta hi nahin hai kis se
dard-e-dil dard-e-jigar soz-e-nihani kahiye

aadmi aadmi ke KHun ka pyasa hai yahan
aaj-kal KHun ko bahta hua pani kahiye

desh ki sari zabanon ki zaban hai urdu
is ko yak-jehti-e-qaumi ki nishani kahiye

garm bazar hai ab nafrat o be-zari ka
jins-e-tahzib-o-sharafat ki girani kahiye

zulf-o-ruKHsar-o-KHat-o-KHal-o-lab-e-jaanan ki
baat kahiye to ghazal hi ki zabani kahiye

waqt kahta hai ki nafrat ke parastaron se
ulfat-o-mahr-o-mohabbat ki kahani kahiye

chand se baDh ke watan ki ye zamin hai us ko
KHushnuma kahiye hasin kahiye suhani kahiye

sher ban kar jo nikalte hain mere dil se 'nazar'
apne jazbaat ghazal hi ki zabani kahiye

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye written by Naseem Fatima Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye is one of the masterpieces written by Naseem Fatima Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Fatima Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Fatima Nazar Lakhnavi' above.

Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap-biti Ho Wo Ya Koi Kahani Kahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.