Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin, Urdu Ghazal By Naseem Fatima Nazar Lakhnavi

Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Fatima Nazar Lakhnavi. Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صبح کو ہے اگر تو شام نہیں

نسیم فاطمہ نظر لکھنوی

صبح کو ہے اگر تو شام نہیں

زندگی کا کوئی قیام نہیں

جمع کرتی ہوں دولت دنیا

کیا مرا یہ خیال خام نہیں

اہل دنیا سے دور رہتی ہوں

آرزوئے نمود و نام نہیں

ہم نے ایک اک کو آزما دیکھا

دوستوں میں وفا کا نام نہیں

جس سے عقبیٰ میری سنور جاتی

زندگی میں ہوا وہ کام نہیں

جائے عبرت ہے یہ جہان نظرؔ

دل لگانے کا یہ مقام نہیں

نسیم فاطمہ نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin

Naseem Fatima Nazar Lakhnavi

subh ko hai agar to sham nahin
zindagi ka koi qiyam nahin

jama karti hun daulat-e-duniya
kya mera ye KHayal-e-KHam nahin

ahl-e-duniya se dur rahti hun
aarzu-e-numud-o-nam nahin

hum ne ek ek ko aazma dekha
doston mein wafa ka nam nahin

jis se uqba meri sanwar jati
zindagi mein hua wo kaam nahin

ja-e-ibrat hai ye jahan 'nazar'
dil lagane ka ye maqam nahin

(451) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin written by Naseem Fatima Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin is one of the masterpieces written by Naseem Fatima Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Fatima Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Fatima Nazar Lakhnavi' above.

Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Subh Ko Hai Agar To Sham Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.