Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali, Urdu Ghazal By Naseem Nikhat

Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Nikhat. Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرف سے کوئی طوفان ہوا لے کے چلی

نسیم نکہت

اس طرف سے کوئی طوفان ہوا لے کے چلی

اور ادھر میں بھی ہتھیلی پہ دیا لے کے چلی

مجھ کو یہ دربدری تو نے ہی بخشی ہے مگر

جب چلی گھر سے تو میں نام ترا لے کے چلی

حادثے راہ میں تھے اور سفر ظالم تھا

چند معصوم لبوں سے میں دعا لے کے چلی

مال اگر لے کے سبھی آئے تری محفل میں

مرے آنچل میں وفا تھی میں وفا لے کے چلی

سب جہاں ہاتھ پسارے ہوئے آئے نکہتؔ

ایسے بازار میں میں اپنی انا لے کے چلی

نسیم نکہت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali

Naseem Nikhat

us taraf se koi tufan hawa le ke chali
aur idhar main bhi hatheli pe diya le ke chali

mujh ko ye dar-ba-dari tu ne hi baKHshi hai magar
jab chali ghar se to main nam tera le ke chali

hadse rah mein the aur safar zalim tha
chand masum labon se main dua le ke chali

mal agar le ke sabhi aae teri mahfil mein
mere aanchal mein wafa thi main wafa le ke chali

sab jahan hath pasare hue aae 'nikhat'
aise bazar mein main apni ana le ke chali

(631) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali written by Naseem Nikhat at UrduPoint. Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali is one of the masterpieces written by Naseem Nikhat. You can also find the complete poetry collection of Naseem Nikhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Nikhat' above.

Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Taraf Se Koi Tufan Hawa Le Ke Chali, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.