Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad, Urdu Ghazal By Naseem Niyazi

Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Niyazi. Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حرف غم اس کی صدا ہے شاید

نسیم نیازی

حرف غم اس کی صدا ہے شاید

یہ وہی نغمہ سرا ہے شاید

یوں جو ہم خود سے خفا بیٹھے ہیں

ہم سے وہ روٹھ گیا ہے شاید

دھڑکنیں دل کی بہت تیز ہوئیں

اس نے کچھ ہم سے کہا ہے شاید

جو اڑائے لئے جاتی ہے ہمیں

اس کے کوچے کی ہوا ہے شاید

آسماں ہے نہ زمیں اپنی جگہ

حادثہ کوئی ہوا ہے شاید

کیا اجالے میں نظر آئے نسیمؔ

وہ اندھیرے کا دیا ہے شاید

نسیم نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad

Naseem Niyazi

harf-e-gham us ki sada hai shayad
ye wahi naghma-sara hai shayad

yun jo hum KHud se KHafa baiThe hain
hum se wo ruTh gaya hai shayad

dhaDkanen dil ki bahut tez huin
us ne kuchh hum se kaha hai shayad

jo uDae liye jati hai hamein
us ke kuche ki hawa hai shayad

aasman hai na zamin apni jagah
hadisa koi hua hai shayad

kya ujale mein nazar aae 'nasim'
wo andhere ka diya hai shayad

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad written by Naseem Niyazi at UrduPoint. Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad is one of the masterpieces written by Naseem Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Naseem Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Niyazi' above.

Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Harf-e-gham Uski Sada Hai Shayad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.