Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai, Urdu Nazam By Naseem Syed

Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Naseem Syed. Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دام کا خوف بھی پرواز بڑھا دیتا ہے

نسیم سید

میں

اگر جاں کی اماں پاؤں

تو کچھ عرض کروں

بے سبب آپ جو رہتے ہیں پریشان سے کچھ

جیب میں رکھتے ہیں

تعزیر کے سامان سے کچھ

حبس میں تازہ ہواؤں کو چنا کرتے ہیں

فاختاؤں کے لیے

جال بنا کرتے ہیں

میں تو حیران ہوں

کیا آپ کو اندازہ نہیں

خوش نمو

حبس زمیں سے بھی نمو لیتا ہے

دام کا خوف بھی

پرواز بڑھا دیتا ہے

نسیم سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai

Naseem Syed

main
agar jaan ki aman paun
to kuchh arz karun
be-sabab aap jo rahte hain pareshan se kuchh
jeb mein rakhte hain
tazir ke saman se kuchh
habs mein taza hawaon ko chuna karte hain
faKHtaon ke liye
jal buna karte hain
main to hairan hun
kya aap ko andaza nahin
KHush-numu
habs-e-zamin se bhi numu leta hai
dam ka KHauf bhi
parwaz baDha deta hai

(580) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai written by Naseem Syed at UrduPoint. Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai is one of the masterpieces written by Naseem Syed. You can also find the complete poetry collection of Naseem Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Syed' above.

Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Dam Ka KHauf Bhi Parwaz BaDha Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.