Uske Dil Par Asar Nahin Hota, Urdu Ghazal By Naseem Zaidi Trishul

Uske Dil Par Asar Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Zaidi Trishul. Uske Dil Par Asar Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uske Dil Par Asar Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کے دل پر اثر نہیں ہوتا

نسیم زیدی ترشول

اس کے دل پر اثر نہیں ہوتا

بے خبر باخبر نہیں ہوتا

عشق ہی جن کا دین و مذہب ہو

موت کا ان کو ڈر نہیں ہوتا

پیار کرتا نہ میں اگر تجھ سے

اس طرح در بدر نہیں ہوتا

جانے کیوں خشک ہو گئیں آنکھیں

اب تو دامن بھی تر نہیں ہوتا

دل کی ویران ہو گئی بستی

اس کا جب سے گزر نہیں ہوتا

اے مرے ہم سفر کہاں ہے تو

مجھ سے تنہا سفر نہیں ہوتا

حوصلے دل کے ہوں بلند اگر

راستہ پر خطر نہیں ہوتا

نسیم زیدی ترشول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uske Dil Par Asar Nahin Hota

Naseem Zaidi Trishul

us ke dil par asar nahin hota
be-KHabar ba-KHabar nahin hota

ishq hi jin ka din-o-mazhab ho
maut ka un ko Dar nahin hota

pyar karta na main agar tujh se
is tarah dar-ba-dar nahin hota

jaane kyon KHushk ho gain aankhen
ab to daman bhi tar nahin hota

dil ki viran ho gai basti
us ka jab se guzar nahin hota

ai mere ham-safar kahan hai tu
mujh se tanha safar nahin hota

hausle dil ke hon buland agar
rasta pur-KHatar nahin hota

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uske Dil Par Asar Nahin Hota written by Naseem Zaidi Trishul at UrduPoint. Uske Dil Par Asar Nahin Hota is one of the masterpieces written by Naseem Zaidi Trishul. You can also find the complete poetry collection of Naseem Zaidi Trishul by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Zaidi Trishul' above.

Uske Dil Par Asar Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uske Dil Par Asar Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.