Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar, Urdu Ghazal By Naseer Ahmad Ansari

Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseer Ahmad Ansari. Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان سے اظہار خواہشات نہ کر

نصیر احمد انصاری

ان سے اظہار خواہشات نہ کر

اور تازہ غم حیات نہ کر

جس سے اے دوست دل کو ٹھیس لگے

مجھ سے للہ ایسی بات نہ کر

رخ پہ اس طرح کاکلیں نہ بکھیر

صبح روشن کو کالی رات نہ کر

راہ رو مل ہی جائے گی منزل

ہاں اگر خوف مشکلات نہ کر

آخرت کا خیال ہی نہ رہے

اس قدر فکر کائنات نہ کر

زندگی ہے تو حادثے ہیں نصیرؔ

مفت میں فکر حادثات نہ کر

نصیر احمد انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar

Naseer Ahmad Ansari

un se izhaar-e-KHwahishat na kar
aur taza gham-e-hayat na kar

jis se ai dost dil ko Thes lage
mujh se lillah aisi baat na kar

ruKH pe is tarah kakulen na bikher
subh-e-raushan ko kali raat na kar

rah-rau mil hi jaegi manzil
han agar KHauf-e-mushkilat na kar

aaKHirat ka KHayal hi na rahe
is qadar fikr-e-kaenat na kar

zindagi hai to hadse hain 'nasir'
muft mein fikr-e-hadsat na kar

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar written by Naseer Ahmad Ansari at UrduPoint. Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar is one of the masterpieces written by Naseer Ahmad Ansari. You can also find the complete poetry collection of Naseer Ahmad Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseer Ahmad Ansari' above.

Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Se Izhaar-e-KHwahishat Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.