Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka, Urdu Ghazal By Nasim Maysori

Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasim Maysori. Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئی بہار دور ہو ساقی شراب کا

نسیم میسوری

آئی بہار دور ہو ساقی شراب کا

دریا بہا دے بزم میں اشک کباب کا

اس آفتاب رخ پہ نظر اپنی پڑتے ہی

شبنم کی طرح اڑ گیا پردہ حجاب کا

کس بے وفا پہ مرتا ہے کیا کیجیے اسے

گھر اور ہو کہیں دل خانہ خراب کا

کرنے تو دو سوال کریں ہیں تو کیا

عاشق ہوں میں بھی اک بت خانہ خراب کا

ہر دم وہ مجھ کو دیکھ کے ابرو چڑھاتے ہیں

پیاسا ہے خنجر ان کا مرے خون ناب کا

قدموں کو چومتا اے صنم آتے جاتے میں

کیوں سنگ میں بنا نہیں تیری جناب کا

صدمے فراق یار کے کیا کم ہیں اے نسیمؔ

محشر میں مجھ کو خوف نہیں کچھ حساب کا

نسیم میسوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka

Nasim Maysori

aai bahaar daur ho saqi sharab ka
dariya baha de bazm mein ashk-e-kabab ka

is aaftab-e-ruKH pe nazar apni paDte hi
shabnam ki tarah uD gaya parda hijab ka

kis bewafa pe marta hai kya kijiye use
ghar aur ho kahin dil-e-KHana-KHarab ka

karne to do sawal karen hain to kya
aashiq hun main bhi ek but-e-KHana-KHarab ka

har-dam wo mujh ko dekh ke abru chaDhate hain
pyasa hai KHanjar un ka mere KHun-e-nab ka

qadmon ko chumta ai sanam aate-jate main
kyun sang mein bana nahin teri janab ka

sadme firaq-e-yar ke kya kam hain ai 'nasim'
mahshar mein mujh ko KHauf nahin kuchh hisab ka

(434) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka written by Nasim Maysori at UrduPoint. Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka is one of the masterpieces written by Nasim Maysori. You can also find the complete poetry collection of Nasim Maysori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasim Maysori' above.

Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aai Bahaar Daur Ho Saqi Sharab Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.