Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun, Urdu Ghazal By Nasir Ali Syed

Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasir Ali Syed. Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اور بات کہ موجود اپنے گھر میں ہوں

ناصر علی سید

یہ اور بات کہ موجود اپنے گھر میں ہوں

میں تیری سمت مگر مستقل سفر میں ہوں

نہ جانے اگلی گھڑی کیا سے کیا میں بن جاؤں

ابھی تو چاک پہ ہوں دست کوزہ گر میں ہوں

میں اپنی فکر کی تجسیم کس طرح سے کروں

بریدہ دست ہوں اور شہر بے ہنر میں ہوں

نہ جانے کون سا موسم مجھے ہرا کر دے

نمو کے واسطے بے تاب ہوں شجر میں ہوں

یہ دوستی بھی عجب چوب خشک ہے ناصرؔ

نبھا رہا ہوں مگر ٹوٹنے کے ڈر میں ہوں

ناصر علی سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun

Nasir Ali Syed

ye aur baat ki maujud apne ghar mein hun
main teri samt magar mustaqil safar mein hun

na jaane agli ghaDi kya se kya mein ban jaun
abhi to chaak pe hun dast-e-kuza-gar mein hun

main apni fikr ki tajsim kis tarah se karun
burida-dast hun aur shahr-e-be-hunar mein hun

na jaane kaun sa mausam mujhe hara kar de
numu ke waste be-tab hun shajar mein hun

ye dosti bhi ajab chob-e-KHushk hai 'nasir'
nibha raha hun magar TuTne ke Dar mein hun

(567) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun written by Nasir Ali Syed at UrduPoint. Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun is one of the masterpieces written by Nasir Ali Syed. You can also find the complete poetry collection of Nasir Ali Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasir Ali Syed' above.

Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aur Baat Ki Maujud Apne Ghar Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.