Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki, Urdu Ghazal By Natiq Gulavthi

Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Gulavthi. Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے غم کی انہیں کس نے خبر کی

ناطق گلاوٹھی

مرے غم کی انہیں کس نے خبر کی

گئی کیوں گھر سے باہر بات گھر کی

گھٹا جاتا ہے دم رخصت ہوا کون

یہ دنیا گرد ہے کس کے سفر کی

یہ کیسا کھیل ہے اے چشم پر فن

ادھر کیوں ہو گئی دنیا ادھر کی

ہنر سیکھا زمانہ عیب کا تھا

خطا کی اور ہم نے جان کر کی

بہت رسوا ہوئے بس اے دعا بس

خوشامد اب نہیں ہوتی اثر کی

بہت کیوں ہو نہ رسوائی ہماری

یہی تو ہے کمائی عمر بھر کی

ٹلی ناطقؔ مصیبت جان لے کر

ہمیں رخصت کیا اور آپ سرکی

ناطق گلاوٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki

Natiq Gulavthi

mere gham ki unhen kis ne KHabar ki
gai kyun ghar se bahar baat ghar ki

ghuTa jata hai dam ruKHsat hua kaun
ye duniya gard hai kis ke safar ki

ye kaisa khel hai ai chashm-e-pur-fan
udhar kyun ho gai duniya idhar ki

hunar sikha zamana aib ka tha
KHata ki aur hum ne jaan kar ki

bahut ruswa hue bas ai dua bas
KHushamad ab nahin hoti asar ki

bahut kyun ho na ruswai hamari
yahi to hai kamai umr bhar ki

Tali 'natiq' musibat jaan le kar
hamein ruKHsat kiya aur aap sarki

(396) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki written by Natiq Gulavthi at UrduPoint. Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki is one of the masterpieces written by Natiq Gulavthi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Gulavthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Gulavthi' above.

Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Gham Ki Unhen Kis Ne KHabar Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.