Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فراق یار کا خطرہ وصال یار میں ہے

ناطق لکھنوی

فراق یار کا خطرہ وصال یار میں ہے

خزاں کی فکر خزاں میں نہ تھی بہار میں ہے

الجھ رہا ہوں کہ دل میرا کس شمار میں ہے

نہ اختیار سے باہر نہ اختیار میں ہے

چمن کہاں جو خیال خزاں چمن میں رہے

بہار ہی وہ نہیں ہوش جس بہار میں ہے

یہاں تو ذکر کو کافی نہیں دلی حرکات

ہزار دانہ کی تسبیح کس شمار میں ہے

چمن میں جا کے گریباں کو چاک کر ناطقؔ

سنا ہے موسم گل تیرے انتظار میں ہے

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai

Natiq Lakhnavi

firaq-e-yar ka KHatra visal-e-yar mein hai
KHizan ki fikr KHizan mein na thi bahaar mein hai

ulajh raha hun ki dil mera kis shumar mein hai
na iKHtiyar se bahar na iKHtiyar mein hai

chaman kahan jo KHayal-e-KHizan chaman mein rahe
bahaar hi wo nahin hosh jis bahaar mein hai

yahan to zikr ko kafi nahin dili harkat
hazar dana ki tasbih kis shumar mein hai

chaman mein ja ke gareban ko chaak kar 'natiq'
suna hai mausam-e-gul tere intizar mein hai

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Firaq-e-yar Ka KHatra Visal-e-yar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.