Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے وہی ناز آفریں آئینہ نیاز میں

ناطق لکھنوی

ہے وہی ناز آفریں آئینہ نیاز میں

جس کی ضیا ہے سوز میں جس کی صدا ہے ساز میں

اپنے نیاز مند ہے پردے کی رسم و راہ ہے

ورنہ حجاب کو کہاں دخل حریم ناز میں

سجدے میں مر گیا اگر پھر نہ اٹھے گا حشر تک

قید نہ رکھیے وقت کی میرے لیے نماز میں

ناز کو نور کر دیا سرور کائنات نے

وہ جو لگی تھی طور پر آ کے بجھی حجاز میں

ناطقؔ سوختہ جگر دل پہ تو ہاتھ رکھ ذرا

اب کے بھی کچھ چمک سی تھی نالۂ جاں گداز میں

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein

Natiq Lakhnavi

hai wahi naz-afrin aaina-e-niyaz mein
jis ki ziya hai soz mein jis ki sada hai saz mein

apne niyaz-mand hai parde ki rasm-o-rah hai
warna hijab ko kahan daKHl harim-e-naz mein

sajde mein mar gaya agar phir na uThega hashr tak
qaid na rakhiye waqt ki mere liye namaz mein

naz ko nur kar diya sarwar-e-kainat ne
wo jo lagi thi tur par aa ke bujhi hijaz mein

'natiq' soKHta-jigar dil pe to hath rakh zara
ab ke bhi kuchh chamak si thi nala-e-jaan-gudaz mein

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Wahi Naz-afrin Aaina-e-niyaz Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.