Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے مقدر میں جو لکھا تھا نصیب سے وہ پہنچ نہ پایا (ردیف .. ر)

ناطق لکھنوی

مرے مقدر میں جو لکھا تھا نصیب سے وہ پہنچ نہ پایا

گرا تو تھا آسمان سے کچھ کھجور میں رہ گیا اٹک کر

مصیبت آ تو گئی تھی لیکن ہوئی وہ آپ الٹے پاؤں رخصت

لگا جو تھا زندگی کا کانٹا نکل گیا چار دن کھٹک کر

وہاں ہیں اب ہم کہ کیا بتائیں وہ پیچ و خم ہیں کہ کچھ نہ پوچھو

یہ چال راہ طلب کی دیکھو کہ چل رہی ہے مٹک مٹک کر

یہ کیسی وحشت اثر خبر ہے پتا تو اے باغباں لگانا

کھڑے ہوئے کان کیوں گلوں کے کلی نے کیا کہہ دیا چٹک کر

کیا جو ڈر ڈر کے عرض مطلب تو مجھ سے یہ کہہ دیا انہوں نے

سبق نہیں یاد ابھی یہ تم کو سنا رہے ہو اٹک اٹک کر

خود اپنا رستہ سدھار ناطقؔ نہ فکر کر شیخ و برہمن کی

وہیں تو جاتے ہیں راستے سب کوئی کہاں جائے گا بھٹک کر

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya

Natiq Lakhnavi

mere muqaddar mein jo likha tha nasib se wo pahunch na paya
gira to tha aasman se kuchh khajur mein rah gaya aTak kar

musibat aa to gai thi lekin hui wo aap ulTe panw ruKHsat
laga jo tha zindagi ka kanTa nikal gaya chaar din khaTak kar

wahan hain ab hum ki kya bataen wo pech-o-KHam hain ki kuchh na puchho
ye chaal rah-e-talab ki dekho ki chal rahi hai maTak maTak kar

ye kaisi wahshat-asar KHabar hai pata to ai baghban lagana
khaDe hue kan kyun gulon ke kali ne kya kah diya chaTak kar

kiya jo Dar Dar ke arz-e-matlab to mujh se ye kah diya unhon ne
sabaq nahin yaad abhi ye tum ko suna rahe ho aTak aTak kar

KHud apna rasta sudhaar 'natiq' na fikr kar shaiKH-o-barahman ki
wahin to jate hain raste sab koi kahan jaega bhaTak kar

(671) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.