Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دل نہیں نور کا ہے شعلہ کسی کو اس سے ضرر نہیں ہے

ناطق لکھنوی

یہ دل نہیں نور کا ہے شعلہ کسی کو اس سے ضرر نہیں ہے

مثال برق و شرر ہے لیکن مزاج برق و شرر نہیں ہے

ہے روکش آفتاب ذرہ بغیر پردہ بلا وسیلہ

وہاں لگائی ہے آنکھ دل نے جہاں مجال نظر نہیں ہے

حرم سے نکلے تلاش بت میں بتوں سے یاد خدا پہ بگڑی

غرض ہم آوارۂ وفا ہیں کہیں ہمارا گزر نہیں ہے

جو دیکھنے والے دیکھتے ہیں وہ سننے والوں سے کیا بتائیں

نظر کو ذوق زباں نہیں ہے زباں کو ذوق نظر نہیں ہے

اذاں ہو ناقوس یا جرس ہو موئثر اپنی جگہ پہ سب ہیں

مگر جہاں میں پہنچ گیا ہوں وہاں کسی کا اثر نہیں ہے

وہ نیچی نظریں تھیں دل کی طالب وفا نے گو جان نذر کر دی

مگر اثر جو سوال میں تھا جواب میں وہ اثر نہیں ہے

سخن مرا کیف دل ہے ناطقؔ وہ قدر کرتے ہیں جو ہو عاشق

نہیں ہے یہ فلسفہ کتابی یہ اکتسابی ہنر نہیں ہے

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai

Natiq Lakhnavi

ye dil nahin nur ka hai shoala kisi ko is se zarar nahin hai
misal barq-o-sharar hai lekin mizaj barq-o-sharar nahin hai

hai ru-kash-e-aftab zarra baghair parda bila-wasila
wahan lagai hai aankh dil ne jahan majal-e-nazar nahin hai

haram se nikle talash-e-but mein buton se yaad-e-KHuda pe bigDi
gharaz hum aawara-e-wafa hain kahin hamara guzar nahin hai

jo dekhne wale dekhte hain wo sunne walon se kya bataen
nazar ko zauq-e-zaban nahin hai zaban ko zauq-e-nazar nahin hai

azan ho naqus ya jaras ho muassar apni jagah pe sab hain
magar jahan main pahunch gaya hun wahan kisi ka asar nahin hai

wo nichi nazren thin dil ki talib wafa ne go jaan nazr kar di
magar asar jo sawal mein tha jawab mein wo asar nahin hai

suKHan mera kaif-e-dil hai 'natiq' wo qadr karte hain jo ho aashiq
nahin hai ye falsafa kitabi ye iktisabi hunar nahin hai

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Dil Nahin Nur Ka Hai Shoala Kisi Ko Is Se Zarar Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.