Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain, Urdu Ghazal By Naushad Ali

Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naushad Ali. Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی ساز دل میں ترانے بہت ہیں

نوشاد علی

ابھی ساز دل میں ترانے بہت ہیں

ابھی زندگی کے بہانے بہت ہیں

یہ دنیا حقیقت کی قائل نہیں ہے

فسانے سناؤ فسانے بہت ہیں

ترے در کے باہر بھی دنیا پڑی ہے

کہیں جا رہیں گے ٹھکانے بہت ہیں

مرا اک نشیمن جلا بھی تو کیا ہے

چمن میں ابھی آشیانے بہت ہیں

نئے گیت پیدا ہوئے ہیں انہیں سے

جو پرسوز نغمے پرانے بہت ہیں

در غیر پر بھیک مانگو نہ فن کی

جب اپنے ہی گھر میں خزانے بہت ہیں

ہیں دن بدمذاقی کے نوشادؔ لیکن

ابھی تیرے فن کے دوانے بہت ہیں

نوشاد علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain

Naushad Ali

abhi saz-e-dil mein tarane bahut hain
abhi zindagi ke bahane bahut hain

ye duniya haqiqat ki qail nahin hai
fasane sunao fasane bahut hain

tere dar ke bahar bhi duniya paDi hai
kahin ja rahenge Thikane bahut hain

mera ek nasheman jala bhi to kya hai
chaman mein abhi aashiyane bahut hain

nae git paida hue hain unhin se
jo pur-soz naghme purane bahut hain

dar-e-ghair par bhik mango na fan ki
jab apne hi ghar mein KHazane bahut hain

hain din bad-mazaqi ke 'naushad' lekin
abhi tere fan ke diwane bahut hain

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain written by Naushad Ali at UrduPoint. Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain is one of the masterpieces written by Naushad Ali. You can also find the complete poetry collection of Naushad Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naushad Ali' above.

Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi Saz-e-dil Mein Tarane Bahut Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.