Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha, Urdu Ghazal By Naved Raza

Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naved Raza. Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جدا ہوئے تو جدائی میں یہ کمال بھی تھا

نوید رضا

جدا ہوئے تو جدائی میں یہ کمال بھی تھا

کہ اس سے رابطہ ٹوٹا بھی تھا بحال بھی تھا

وہ جانے والا ہمیں کس طرح بھلائے گا

ہمارے پیش نظر ایک یہ سوال بھی تھا

یہ اب جو دیکھ رہے ہو یہ کچھ نیا تو نہیں

یہ زندگی کا تماشا گزشتہ سال بھی تھا

یہ داغ لکھا تھا سیلاب کے مقدر میں

مرا مکان تو پہلے سے خستہ حال بھی تھا

نوید رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha

Naved Raza

juda hue to judai mein ye kamal bhi tha
ki us se rabta TuTa bhi tha bahaal bhi tha

wo jaane wala hamein kis tarah bhulaega
hamare pesh-e-nazar ek ye sawal bhi tha

ye ab jo dekh rahe ho ye kuchh naya to nahin
ye zindagi ka tamasha guzishta sal bhi tha

ye dagh likkha tha sailab ke muqaddar mein
mera makan to pahle se KHasta-haal bhi tha

(730) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha written by Naved Raza at UrduPoint. Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha is one of the masterpieces written by Naved Raza. You can also find the complete poetry collection of Naved Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naved Raza' above.

Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Juda Hue To Judai Mein Ye Kamal Bhi Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.