Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho, Urdu Ghazal By Naveed Malik

Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naveed Malik. Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عالم ہو قہر کا تو لبوں پر دعا نہ ہو

نوید ملک

عالم ہو قہر کا تو لبوں پر دعا نہ ہو

اس خامشی پہ میں بھی یہ دیکھوں کہ کیا نہ ہو

اب تو ہمارے عہد میں فرعونیت کے بیچ

موسیٰ وہی ہے ہاتھ میں جس کے عصا نہ ہو

بنتے ہیں ضابطے یہاں ہونٹوں پہ قفل کے

پتھر یہ چاہتے ہیں کوئی بے صدا نہ ہو

ایسا نہ ہو کہ خواب بھی جھڑ جائیں نیند سے

موسم یہاں ہو سرد پہ اتنا خفا نہ ہو

گھبرا کے سب اجالوں سے کہنے لگے نویدؔ

ہم تیرگی میں جائیں تو اک بھی دیا نہ ہو

نوید ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho

Naveed Malik

aalam ho qahr ka to labon par dua na ho
is KHamushi pe main bhi ye dekhun ki kya na ho

ab to hamare ahd mein firauniyat ke beach
musa wahi hai hath mein jis ke asa na ho

bante hain zabte yahan honTon pe qufl ke
patthar ye chahte hain koi be-sada na ho

aisa na ho ki KHwab bhi jhaD jaen nind se
mausam yahan ho sard pa itna KHafa na ho

ghabra ke sab ujalon se kahne lage 'nawed'
hum tirgi mein jaen to ek bhi diya na ho

(537) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho written by Naveed Malik at UrduPoint. Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho is one of the masterpieces written by Naveed Malik. You can also find the complete poetry collection of Naveed Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naveed Malik' above.

Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aalam Ho Qahr Ka To Labon Par Dua Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.