Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin, Urdu Ghazal By Navin Joshi

Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Navin Joshi. Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ زخم چھوڑو اب اس کا نشان باقی نہیں

نوین جوشی

وہ زخم چھوڑو اب اس کا نشان باقی نہیں

سو میرے حق میں کوئی بھی بیان باقی نہیں

بچے ہیں فاصلہ بیچ اپنے سو نبھائیں گے

سوائے ان کے تو کچھ درمیان باقی نہیں

کریں گے کیا بھلا کردار وہ پرانے سب

پرانی آج وہ جب داستان باقی نہیں

زمیں نے پیر مرے باندھ کر نہیں رکھے

مری اڑان میں ہی آسمان باقی نہیں

نوین جوشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin

Navin Joshi

wo zaKHm chhoDo ab is ka nishan baqi nahin
so mere haq mein koi bhi bayan baqi nahin

bachche hain fasle bich apne so nibhaenge
siwae un ke to kuchh darmiyan baqi nahin

karenge kya bhala kirdar wo purane sab
purani aaj wo jab dastan baqi nahin

zamin ne pair mere bandh kar nahin rakhe
meri uDan mein hi aasman baqi nahin

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin written by Navin Joshi at UrduPoint. Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin is one of the masterpieces written by Navin Joshi. You can also find the complete poetry collection of Navin Joshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Navin Joshi' above.

Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo ZaKHm ChhoDo Ab Is Ka Nishan Baqi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.