Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur, Urdu Ghazal By Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni

Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni. Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رکھتا ہوں دل کو میں غم کون و مکاں سے دور

نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

رکھتا ہوں دل کو میں غم کون و مکاں سے دور

میرا جہاں ہے کن فیکوں کے جہاں سے دور

بیداد کا خیال ہے نہ خواہش ہے داد کی

رہتا ہوں میں زمین سے دور آسماں سے دور

اک کنج بے کسی ہے مری منزل سکوں

یہ بھی اجاڑ دے تو نہیں آسماں سے دور

خاموش ہوں زمانہ کے انداز دیکھ کر

دل سے زباں بھی دور ہے دل بھی زباں سے دور

شاید مرے یقین سے تم دور ہو گئے

ممکن نہیں کہ رہ سکو میرے گماں سے دور

مجھ کو خبر نہیں کہ یہ دنیا و دیں ہیں کیا

پرواز فکر اپنی ہے دونوں جہاں سے دور

میں جانتا ہوں ان کی مسرت کی تلخیاں

جو جی رہے ہیں رہ کے غم جاوداں سے دور

بالشت بھر زمیں ہے مری منزل سکون

یہ بھی اجاڑ دے تو نہیں آسماں سے دور

دنیا و دیں ہیں دوزخ و جنت کے پھیر میں

گردش میں میری فکر ہے دونوں جہاں سے دور

ہم بھی بقول فانیؔٔ مرحوم ان دنوں

ہندوستاں میں رہتے ہیں ہندوستاں سے دور

نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni

rakhta hun dil ko main gham-e-kaun-o-makan se dur
mera jahan hai kun-fayakun ke jahan se dur

bedad ka KHayal hai na KHwahish hai dad ki
rahta hun main zamin se dur aasman se dur

ek kunj-e-be-kasi hai meri manzil-e-sukun
ye bhi ujaD de to nahin aasman se dur

KHamosh hun zamana ke andaz dekh kar
dil se zaban bhi dur hai dil bhi zaban se dur

shayad mere yaqin se tum dur ho gae
mumkin nahin ki rah sako mere guman se dur

mujh ko KHabar nahin ki ye duniya-o-din hain kya
parwaz-e-fikr apni hai donon jahan se dur

main jaanta hun un ki masarrat ki talKHiyan
jo ji rahe hain rah ke gham-e-jawedan se dur

baalisht bhar zamin hai meri manzil-e-sukun
ye bhi ujaD de to nahin aasman se dur

duniya-o-din hain dozaKH-o-jannat ke pher mein
gardish mein meri fikr hai donon jahan se dur

hum bhi ba-qaul 'fani'-e-marhum in dinon
hindostan mein rahte hain hindostan se dur

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Poetry

نہ پوچھو ساغر و مے اور مے خانوں پہ کیا گزری

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Na Puchho Saghar-o-mai Aur Mai-khanon Pe Kya Guzri

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

غم عشق میں نہیں جو کسی نام تک نہ پہنچے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Gham-e-ishq Mein Nahin Jo Kisi Nam Tak Na Pahunche

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

کبھی میرا کبھی تیرا رہا ہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Kabhi Mera Kabhi Tera Raha Hai

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

عقل اک موج رواں میرے خیالات میں ہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Aql Ek Mauj-e-rawan Mere Khayalat Mein Hai

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

تمہارے عارض و لب کی مثال بن کے رہے

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Tumhaare Aariz-o-lab Ki Misal Ban Ke Rahe

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

دل شوریدہ سر ہے اور میں ہوں

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Dil-e-shorida-sar Hai Aur Main Hun

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

رکھتا ہوں دل کو میں غم کون و مکاں سے دور

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

خوگر عیش و مسرت دل خود کام نہیں

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni - نواب سید حکیم احمد نقوی بدایونی

Khugar-e-aish-o-masarrat Dil-e-khud-kaam Nahin

Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni Urdu Poetry

You can read Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur written by Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni at UrduPoint. Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur is one of the masterpieces written by Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi Badayuni' above.

Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rakhta Hun Dil Ko Main Gham-e-kaun-o-makan Se Dur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.