Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain, Urdu Ghazal By Nawaz Asimi

Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Asimi. Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بظاہر تو تناور دکھ رہے ہیں

نواز عصیمی

بظاہر تو تناور دکھ رہے ہیں

مگر یے پیڑ سارے کھوکھلے ہیں

یہ کس شمع کی چاہت میں پتنگے

برہنہ پاؤں سورج پر کھڑے ہیں

غزل کتنی اپاہج ہو گئی ہے

غزل کے دست و بازو کہہ رہے ہیں

دراریں جسم کی کھلنے لگی ہیں

لہو کے قطرے بر آمد ہوئے ہیں

ہر اک جانب ہے تاریکی کا جنگل

اجالے راستہ بھٹکے ہوئے ہیں

نوازؔ اس کی گلی کے سارے پتھر

مجھے اچھی طرح پہچانتے ہیں

نواز عصیمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain

Nawaz Asimi

ba-zahir to tanawar dikh rahe hain
magar ye peD sare khokhle hain

ye kis shama ki chahat mein patinge
barahna panw suraj par khaDe hain

ghazal kitni apahij ho gai hai
ghazal ke dast-o-bazu kah rahe hain

dararen jism ki khulne lagi hain
lahu ke qatre bar-amad hue hain

har ek jaanib hai tariki ka jangal
ujale rasta bhaTke hue hain

'nawaz' us ki gali ke sare patthar
mujhe achchhi tarah pahchante hain

(647) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain written by Nawaz Asimi at UrduPoint. Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain is one of the masterpieces written by Nawaz Asimi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Asimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Asimi' above.

Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ba-zahir To Tanawar Dikh Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.