KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha, Urdu Ghazal By Nawaz Asimi
KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Asimi. KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha on this page of UrduPoint.
خطر ہوائے مخالف کا درمیان میں تھا
نواز عصیمی
خطر ہوائے مخالف کا درمیان میں تھا
مگر پرندہ مگن اپنی ہی اڑان میں تھا
ہمارا جرم تو یکساں تھا پر گرفت کے بعد
وو شخص ہو کے نہ ہو میں تو امتحان میں تھا
ہمیں ہماری زباں میں سزا سنائی گئی
مگر قصور لکھا جانے کس زبان میں تھا
تمام شہر پے غالب تھا دھوپ کا لشکر
فصیل شہر کے باہر میں سائبان میں تھا
وطن پرستوں نے تاریخ ہی بدل ڈالی
نہیں تو ذکر ہمارا بھی داستان میں تھا
مع مسافر و ملاح ناؤ ڈوب گئی
نوازؔ نقص رکھا جیسے بادبان میں تھا
نواز عصیمی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha
Nawaz Asimi
magar parinda magan apni hi uDan mein tha
hamara jurm to yaksan tha par giraft ke baad
wo shaKHs ho ke na ho main to imtihan mein tha
hamein hamari zaban mein saza sunai gai
magar qusur likha jaane kis zaban mein tha
tamam shahr pe ghaalib tha dhup ka lashkar
fasil-e-shahr ke bahar main saeban mein tha
watan-paraston ne tariKH hi badal Dali
nahin to zikr hamara bhi dastan mein tha
mae musafir-o-mallah naw Dub gai
'nawaz' naqs rakha jaise baadban mein tha
(544) ووٹ وصول ہوئے
Related Nawaz Asimi Poetry
More Nawaz Asimi Poetry
جنوں پے چھوڑ دی اب ساری زندگی میں نے
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Junun Pe Chhod Di Ab Sari Zindagi Maine

ترے مسلک میں کیا اتنا بھی سمجھایا نہیں جاتا
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Tere Maslak Mein Kya Itna Bhi Samjhaya Nahin Jata

مغالطہ ہے عروج و زوال تھوڑی ہے
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Mughaalta Hai Uruj-o-zawal Thodi Hai

تہہ مزار کون ہے سر مزار کون تھا
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Tah-e-mazar Kaun Hai Sar-e-mazar Kaun Tha

قسم خدا کی بلندی سے گفتگو کرتے
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Qasam Khuda Ki Bulandi Se Guftugu Karte

موم صفت لوگوں نے میرا ہنس کے تماشہ دیکھا تو
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Mom Sifat Logon Ne Mera Hans Ke Tamasha Dekha To

تھا عجب سیمینار کا موسم تبصرے ہو رہے تھے ہر فن پر
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Tha Ajab Seminar Ka Mausam Tabsire Ho Rahe The Har Fan Par

خطر ہوائے مخالف کا درمیان میں تھا
Nawaz Asimi - نواز عصیمی
Khatar Hawa-e-mukhaalif Ka Darmiyan Mein Tha

You can read KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha written by Nawaz Asimi at UrduPoint. KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha is one of the masterpieces written by Nawaz Asimi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Asimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Asimi' above.
KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHatar Hawa-e-muKhaalif Ka Darmiyan Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.