Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud, Urdu Ghazal By Nawaz Deobandi

Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Deobandi. Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دو چار کیا ہیں سارے زمانے کے باوجود

نواز دیوبندی

دو چار کیا ہیں سارے زمانے کے باوجود

ہم مٹ نہیں سکیں گے مٹانے کے باوجود

یہ راز کاش باد مخالف تو جان لے

کیوں جل رہے ہیں تیرے بجھانے کے باوجود

اب بھی بہت غرور ہے اک ہاتھ پر اسے

اک ہاتھ حادثے میں گنوانے کے باوجود

بزدل تھا مستحق تھا میں مجھ کو سزا ملی

بخشا نہ اس نے ہاتھ اٹھانے کے باوجود

خوابوں کے شوق میں کہیں آنکھیں گنوا نہ دیں

ہم سو رہے ہیں نیند نہ آنے کے باوجود

نواز دیوبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud

Nawaz Deobandi

do-chaar kya hain sare zamane ke bawajud
hum miT nahin sakenge miTane ke bawajud

ye raaz kash baad-e-muKHalif tu jaan le
kyun jal rahe hain tere bujhane ke bawajud

ab bhi bahut ghurur hai ek hath par use
ek hath hadse mein ganwane ke bawajud

buzdil tha mustahiq tha main mujh ko saza mili
baKHsha na us ne hath uThane ke bawajud

KHwabon ke shauq mein kahin aankhen ganwa na den
hum so rahe hain nind na aane ke bawajud

(845) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud written by Nawaz Deobandi at UrduPoint. Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud is one of the masterpieces written by Nawaz Deobandi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Deobandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Deobandi' above.

Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud is a widely read Urdu Ghazal. If you like Do-chaar Kya Hain Sare Zamane Ke Bawajud, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.