ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain, Urdu Ghazal By Nawaz Deobandi

ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Deobandi. ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم کا مرہم درد کا اپنے درماں بیچ کے آئے ہیں

نواز دیوبندی

زخم کا مرہم درد کا اپنے درماں بیچ کے آئے ہیں

ہم لمحوں کا سودا کر کے صدیاں بیچ کے آئے ہیں

بکنے پر جب آ ہی گئے تھے اونچے مول تو بکتے ہم

ہم کو ہمارے رہبر لیکن ارزاں بیچ کے آئے ہیں

مینہ کیوں برسے خشک زمیں پر کیسے ہو مقبول دعا

جب خود بارش مانگنے والے ندیاں بیچ کے آئے ہیں

بھوک کی یہ شدت بھی آخر کیا سے کیا کر دیتی ہے

مجبوراً کل بچوں کی ہم گڑیاں بیچ کے آئے ہیں

نواز دیوبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain

Nawaz Deobandi

zaKHm ka marham dard ka apne darman bech ke aae hain
hum lamhon ka sauda kar ke sadiyan bech ke aae hain

bikne par jab aa hi gae the unche mol to bikte hum
hum ko hamare rahbar lekin arzan bech ke aae hain

meinh kyun barse KHushk zamin par kaise ho maqbul-e-dua
jab KHud barish mangne wale nadiyan bech ke aae hain

bhuk ki ye shiddat bhi aaKHir kya se kya kar deti hai
majburan kal bachchon ki hum guDiyan bech ke aae hain

(743) ووٹ وصول ہوئے

You can read ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain written by Nawaz Deobandi at UrduPoint. ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain is one of the masterpieces written by Nawaz Deobandi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Deobandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Deobandi' above.

ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Ka Marham Dard Ka Apne Darman Bech Ke Aae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.