Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya, Urdu Ghazal By Nayyar Wasti

Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nayyar Wasti. Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار صبح نے گل کو رلا کے چھوڑ دیا

نیر واسطی

بہار صبح نے گل کو رلا کے چھوڑ دیا

شراب ناب کو شبنم بنا کے چھوڑ دیا

کوئی بتائے کہ اس ناخدا کو کیا کہیے

سفینہ جس نے بھنور میں پھنسا کے چھوڑ دیا

وہ سخت جاں ہوں کہ جب کامیاب ہو نہ سکی

تری جفا نے مجھے آزما کے چھوڑ دیا

تری نظر کی بہار آفرینیوں کے نثار

کہ زخم دل کو گل تر بنا کے چھوڑ دیا

ستم ہے تیری جفائے وفا نما کہ مجھے

جفا و جور کا خوگر بنا کے چھوڑ دیا

وہی ہے زمزمہ پیرا دلوں میں اے نیرؔ

جسے نصیب نے شاعر بنا کے چھوڑ دیا

نیر واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya

Nayyar Wasti

bahaar-e-subh ne gul ko rula ke chhoD diya
sharab-e-nab ko shabnam bana ke chhoD diya

koi batae ki is naKHuda ko kya kahiye
safina jis ne bhanwar mein phansa ke chhoD diya

wo saKHt-jaan hun ki jab kaamyab ho na saki
teri jafa ne mujhe aazma ke chhoD diya

teri nazar ki bahaar-afriniyon ke nisar
ki zaKHm-e-dil ko gul-e-tar bana ke chhoD diya

sitam hai teri jafa-e-wafa-numa ki mujhe
jafa-o-jaur ka KHugar bana ke chhoD diya

wahi hai zamzama-paira dilon mein ai 'nayyar'
jise nasib ne shair bana ke chhoD diya

(460) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya written by Nayyar Wasti at UrduPoint. Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya is one of the masterpieces written by Nayyar Wasti. You can also find the complete poetry collection of Nayyar Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nayyar Wasti' above.

Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar-e-subh Ne Gul Ko Rula Ke ChhoD Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.