Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe, Urdu Ghazal By Naz Qadri

Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naz Qadri. Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو صلیب شب پہ گونجے وہ صدا کہئے مجھے

ناز قادری

جو صلیب شب پہ گونجے وہ صدا کہئے مجھے

یہ ستم کیسا کہ ساز بے نوا کہئے مجھے

بے کراں وسعت میں ہوں میں ٹوٹتے تاروں کی چیخ

ہاں کسی درماندہ رہرو کی دعا کہئے مجھے

میرا ہر شیرازہ برہم ہو گیا لمحوں کے ساتھ

منتشر اوراق کا اک سلسلہ کہئے مجھے

صبح سے اب تک رہا میں ساتھ اس کے لیکن اب

شام کے جنگل میں گم ہوتا ہوا کہئے مجھے

نازؔ میں بھی آتشیں جذبات رکھتا تھا کبھی

اب خنک راتوں کی برفیلی ہوا کہئے مجھے

ناز قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe

Naz Qadri

jo salib-e-shab pe gunje wo sada kahiye mujhe
ye sitam kaisa ki saz-e-be-nawa kahiye mujhe

be-karan wusat mein hun main TuTte taron ki chiKH
han kisi darmanda rah-raw ki dua kahiye mujhe

mera har shiraaza barham ho gaya lamhon ke sath
muntashir auraq ka ek silsila kahiye mujhe

subh se ab tak raha main sath us ke lekin ab
sham ke jangal mein gum hota hua kahiye mujhe

'naz' main bhi aatishin jazbaat rakhta tha kabhi
ab KHunuk raaton ki barfili hawa kahiye mujhe

(449) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe written by Naz Qadri at UrduPoint. Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe is one of the masterpieces written by Naz Qadri. You can also find the complete poetry collection of Naz Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naz Qadri' above.

Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Salib-e-shab Pe Gunje Wo Sada Kahiye Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.