Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya, Urdu Ghazal By Nazar Barni

Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazar Barni. Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب اک وقت گلشن میں یہ پیغام بہار آیا

نظر برنی

عجب اک وقت گلشن میں یہ پیغام بہار آیا

فضا ہی سازگار آئی نہ موسم سازگار آیا

سناؤں کیا میں اپنی داستان غم تجھے ہمدم

وہ آیا اپنی محفل میں مگر بیگانہ وار آیا

تبسم نے کسی کے روح پھونکی گلستانوں میں

شگوفوں کو جوانی کا یقین و اعتبار آیا

اسی کو لوگ کہتے ہیں سرور و کیف کا عالم

صراحی ختم ہو جانے پہ ہلکا سا خمار آیا

عجب اک محویت تھی لوگ دیوانہ سمجھتے تھے

ترے کوچے میں کچھ دن اس طرح میں بھی گزار آیا

کرو اے ہم صفیرو اہتمام جشن آزادی

خزاں رخصت ہوئی لو جھوم کر ابر بہار آیا

نظرؔ نے خود بھی دیکھا ہے جمال یار کا عالم

جو ان کے روبرو پہنچا وہی کچھ بے قرار آیا

نظر برنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya

Nazar Barni

ajab ek waqt gulshan mein ye paigham-e-bahaar aaya
faza hi sazgar aai na mausam sazgar aaya

sunaun kya main apni dastan-e-gham tujhe hamdam
wo aaya apni mahfil mein magar begana-war aaya

tabassum ne kisi ke ruh phunki gulsitanon mein
shagufon ko jawani ka yaqin-o-e'tibar aaya

usi ko log kahte hain surur-o-kaif ka aalam
surahi KHatm ho jaane pe halka sa KHumar aaya

ajab ek mahwiyat thi log diwana samajhte the
tere kuche mein kuchh din is tarah main bhi guzar aaya

karo ai ham-safiro ehtimam-e-jashn-e-azadi
KHizan ruKHsat hui lo jhum kar abr-e-bahaar aaya

'nazar' ne KHud bhi dekha hai jamal-e-yar ka aalam
jo un ke ru-ba-ru pahuncha wahi kuchh be-qarar aaya

(616) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya written by Nazar Barni at UrduPoint. Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya is one of the masterpieces written by Nazar Barni. You can also find the complete poetry collection of Nazar Barni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazar Barni' above.

Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Ek Waqt Gulshan Mein Ye Paigham-e-bahaar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.