Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai, Urdu Ghazal By Nazeer Azad

Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Azad. Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوار وقت ہے وہ فاصلوں سے آگے ہے

نذیر آزاد

سوار وقت ہے وہ فاصلوں سے آگے ہے

وہ جنگلوں سے پرے پانیوں سے آگے ہے

ہمارے زیر نگیں صرف شہر عشق نہیں

ہمارا حکم کئی سرحدوں سے آگے ہے

ترا خیال مرے دل میں کیسے گھر کرتا

ترا خیال مری وحشتوں سے آگے ہے

بجا کہ شعر مرا ذائقے میں ہے تیکھا

یہ کیف زا ہے نرے قافیوں سے آگے ہے

نذیر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai

Nazeer Azad

sawar-e-waqt hai wo faslon se aage hai
wo jangalon se pare paniyon se aage hai

hamare zer-e-nagin sirf shahr-e-ishq nahin
hamara hukm kai sarhadon se aage hai

tera KHayal mere dil mein kaise ghar karta
tera KHayal meri wahshaton se aage hai

baja ki sher mera zaiqe mein hai tikha
ye kaif-za hai nire qafiyon se aage hai

(498) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai written by Nazeer Azad at UrduPoint. Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai is one of the masterpieces written by Nazeer Azad. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Azad' above.

Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sawar-e-waqt Hai Wo Faslon Se Aage Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.