Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe, Urdu Ghazal By Nazeer Baaqri

Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Baaqri. Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ہیں تیراک مگر حال یہ ان کے دیکھے

نظیر باقری

یہ ہیں تیراک مگر حال یہ ان کے دیکھے

غرق ہوتے ہوئے طوفان میں تنکے دیکھے

چھین لیتے ہیں جو انسان سے احساس نظر

وہ اندھیرے کسی شب کے نہیں دن کے دیکھے

آ گیا یاد انہیں اپنے کسی غم کا حساب

ہنسنے والوں نے مرے اشک جو گن کے دیکھے

وہ عجب شان کا گھر ہے کہ جہاں پر سب لوگ

ایک ہی شکل کے اور ایک ہی سن کے دیکھے

یہ غلط ہے کہ ردا لے کے ستم گروں نے

ان کے منہ دیکھ لیے پاؤں نہ جن کے دیکھے

نظیر باقری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe

Nazeer Baaqri

ye hain tairak magar haal ye in ke dekhe
gharq hote hue tufan mein tinke dekhe

chhin lete hain jo insan se ehsas-e-nazar
wo andhere kisi shab ke nahin din ke dekhe

aa gaya yaad unhen apne kisi gham ka hisab
hansne walon ne mere ashk jo gin ke dekhe

wo ajab shan ka ghar hai ki jahan par sab log
ek hi shakl ke aur ek hi sin ke dekhe

ye ghalat hai ki rida le ke sitamgaron ne
un ke munh dekh liye panw na jin ke dekhe

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe written by Nazeer Baaqri at UrduPoint. Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe is one of the masterpieces written by Nazeer Baaqri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Baaqri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Baaqri' above.

Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Hain Tairak Magar Haal Ye In Ke Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.