Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho, Urdu Ghazal By Nazeer Banarasi

Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Banarasi. Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوئے مجھ سے جس گھڑی تم جدا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

نذیر بنارسی

ہوئے مجھ سے جس گھڑی تم جدا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

مری ہر نظر تھی اک التجا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

وہ تمہارا کہنا کہ جائیں گے اگر آ سکے تو پھر آئیں گے

اسے اک زمانہ گزر گیا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

مری بے قراریاں دیکھ کر مجھے تم نے دی تھیں تسلیاں

مرا چہرہ پھر بھی اداس تھا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

مری بے بسی نے زبان تک جسے لا کے تم کو رلا دیا

مرے ٹوٹے ساز کی وہ صدا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

تمہیں چند قطرۂ اشک بھی کیے پیش جس کے جواب میں

وہ سلام نیچی نگاہ کا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

مرے شانے پر یہی زلف تھی جو ہے آج مجھ سے کھنچی کھنچی

مرے ہاتھ میں یہی ہاتھ تھا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

کبھی ہاتھ میں جو شراب لی وہیں تم نے چھین کے پھینک دی

مجھے یاد ہے مرے پارسا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

کہیں تم کو جانا ہوا اگر نہ گئے بغیر نذیرؔ کے

وہ زمانہ اپنے نذیرؔ کا تمہیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

نذیر بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho

Nazeer Banarasi

hue mujh se jis ghaDi tum juda tumhein yaad ho ki na yaad ho
meri har nazar thi ek iltija tumhein yaad ho ki na yaad ho

wo tumhaara kahna ki jaenge agar aa sake to phir aaenge
use ek zamana guzar gaya tumhein yaad ho ki na yaad ho

meri be-qarariyan dekh kar mujhe tum ne di thin tasalliyan
mera chehra phir bhi udas tha tumhein yaad ho ki na yaad ho

meri bebasi ne zaban tak jise la ke tum ko rula diya
mere TuTe saz ki wo sada tumhein yaad ho ki na yaad ho

tumhein chand qatra-e-ashk bhi kiye pesh jis ke jawab mein
wo salam nichi nigah ka tumhein yaad ho ki na yaad ho

mere shane par yahi zulf thi jo hai aaj mujh se khinchi khinchi
mere hath mein yahi hath tha tumhein yaad ho ki na yaad ho

kabhi hath mein jo sharab li wahin tum ne chhin ke phenk di
mujhe yaad hai mere parsa tumhein yaad ho ki na yaad ho

kahin tum ko jaana hua agar na gae baghair 'nazir' ke
wo zamana apne 'nazir' ka tumhein yaad ho ki na yaad ho

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho written by Nazeer Banarasi at UrduPoint. Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho is one of the masterpieces written by Nazeer Banarasi. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Banarasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Banarasi' above.

Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hue Mujhse Jis GhaDi Tum Juda Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.