Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba, Urdu Ghazal By Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri

Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri. Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ضبط غم کا پیام ارے توبہ

نذیر محمد آرزو جے پوری

ضبط غم کا پیام ارے توبہ

اور مرے دل کے نام ارے توبہ

زاہد اور مے کا جام ارے توبہ

ان سے یہ نیک کام ارے توبہ

حشر ساماں ہے حشر منظر ہے

تیری مشق خرام ارے توبہ

عاشقوں کی نماز اے زاہد

سوئے بیت الحرام ارے توبہ

میں وفا کی امید رکھتا ہوں

تجھ سے او فتنہ کام ارے توبہ

پڑ گئے ہائے جان کے لالے

عشق کا انتقام ارے توبہ

آرزوؔ چھوڑ کر در جاناں

طوف بیت الحرام ارے توبہ

نذیر محمد آرزو جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba

Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri

zabt-e-gham ka payam are tauba
aur mere dil ke nam are tauba

zahid aur mai ka jam are tauba
un se ye nek kaam are tauba

hashr-saman hai hashr-manzar hai
teri mashq-e-KHiram are tauba

aashiqon ki namaz ai zahid
su-e-bait-ul-haram are tauba

main wafa ki umid rakhta hun
tujh se o fitna-kaam are tauba

paD gae hae jaan ke lale
ishq ka intiqam are tauba

'arzu' chhoD kar dar-e-jaanan
tauf-e-bait-ul-haram are tauba

(438) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri Poetry

You can read Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba written by Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri at UrduPoint. Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba is one of the masterpieces written by Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri' above.

Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zabt-e-gham Ka Payam Are Tauba, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.